Sar jhuka ke kar salam
Hai shaam shaandaar
Aasman se aa giri
Hai shaam shaandaar
Chak de andhera
Chand jalaa de bulb bana ke
Fiqra na kario
Karna bhi kya hai
Bijli bacha ke
Sareaam pila
Khushi ke jaam shaandaar
Aasman se aa giri
Ye shaam shaandar
Jazbat ke chillar ho..
Ko note bana ke ho..
Mehndi raat pe khulke luta
Chinghariyo ko ho..
Wisphot bana ke ho..
Ayyashi ke tu rocket chhura
Kaisa dar, tu kar guzar
Ye kaam shaandaar
Aasman se aa giri
Yeh shaam shaandar
Yeh shaam shaandaar