Aarambh Hai Prachand Lyrics: Piyush Mishra & Rahul Ram

The song Aarambh Hai Prachand, featured in the 2009 film Gulaal directed by Anurag Kashyap, is a stirring masterpiece crafted by Piyush Mishra. Known for its electrifying lyrics and intense melody, this anthem embodies the spirit of revolution and unyielding resolve. Drawing from the wisdom of the Bhagavad Gita and Indian folk traditions, the song’s powerful words call for courage and action, urging listeners to confront challenges head-on. With its raw energy and poetic depth, Aarambh Hai Prachand remains a timeless rallying cry for those who dare to challenge injustice and ignite transformation.

About Aarambh Hai Prachand Lyrics

Album/Movie Gulaal
Music Composer Piyush Mishra
Singer
Piyush Mishra, Rahul Ram (alternate version)
Lyricist Piyush Mishra
Release Date February 27, 2009
Duration
04:55 (Piyush Mishra version), 04:57 (Rahul Ram version)
Language Hindi
Label T-Series

Aarambh Hai Prachand Lyrics

Aarambh Hai Prachand
Bole Mastakon Ke Jhund
Aaj Jung Ki Ghadi Ki
Tum Guhaar Do

Aarambh Hai Prachand
Bole Mastakon Ke Jhund
Aaj Jung Ki Ghadi Ki
Tum Guhaar Do

Aan Baan Shaan Ya Ki
Jaan Ka Ho Daan
Aaj Ek Dhanush Ke Baan Pe
Utaar Do

Aarambh Hai Prachand
Bole Mastakon Ke Jhund
Aaj Jung Ki Ghadi Ki
Tum Guhaar Do

Aan Baan Shaan Ya Ki
Jaan Ka Ho Daan
Aaj Ek Dhanush Ke Baan Pe
Utaar Do

Aarambh Hai Prachand

Mann Kare So Praan De
Jo Mann Kare So Praan Le
Wahi Toh Ek Sarvashaktiman Hai

Mann Kare So Praan De
Jo Mann Kare So Praan Le
Wahi Toh Ek Sarvashaktiman Hai

See also  DHAKKA LAGA BUKKA LYRICS – TANDAV

Krishna Ki Pukaar Hai
Yeh Bhagavata Ka Saar Hai
Ki Yuddh Hi Toh Veer Ka Pramaan Hai

Kauravo Ki Bheed Ho Ya
Paandavo Ka Need Ho
Jo Lad Saka Hai
Wohi Toh Mahaan Hai

Jeet Ki Hawas Nahi
Kisi Pe Koyi Vash Nahi
Kya Zindagi Hai
Thokaron Pe Maar Do

Maut Ant Hai Nahi
Toh Maut Se Bhi Kyun Darein
Yeh Jaake Aasmaan Mein Dahaad Do

Aarambh Hai Prachand
Bole Mastakon Ke Jhund
Aaj Jung Ki Ghadi Ki
Tum Guhaar Do

Aan Baan Shaan Ya Ki
Jaan Ka Ho Daan
Aaj Ek Dhanush Ke Baan Pe
Utaar Do

Aarambh Hai Prachand

Ho Daya Ka Bhaav
Ya Ki Shaurya Ka Chunaab
Ya Ki Haar Ka Woh Ghaab
Tum Yeh Soch Lo

Ho Daya Ka Bhaav
Ya Ki Shaurya Ka Chunaab
Ya Ki Haar Ka Woh Ghaab
Tum Yeh Soch Lo

Ya Ki Poore Bhaal Par
Jala Rahe Vijay Ka Laal
Laal Yeh Gulaal
Tum Yeh Soch Lo

Rang Kesari Ho Ya
Mridang Kesari Ho
Ya Ki Kesari Ho Taal
Tum Yeh Soch Lo

Jis Kavi Ki Kalpana Mein
Zindagi Ho Prem Geet
Uss Kavi Ko Aaj Tum Nakaar Do

Bheegti Mason Mein Aaj
Fulti Ragon Mein Aaj
Jo Aag Ki Lapat Ka
Tum Baghaar Do

Aarambh Hai Prachand
Bole Mastakon Ke Jhund
Aaj Jung Ki Ghadi Ki
Tum Guhaar Do

Aan Baan Shaan Ya Ki
Jaan Ka Ho Daan
Aaj Ek Dhanush Ke Baan Pe
Utaar Do

Aarambh Hai Prachand
Aarambh Hai Prachand
Aarambh Hai Prachand