Tera Chehra is a melodious expression of love’s overwhelming power, where the beloved’s face becomes a source of solace and inspiration. Whether it’s Arijit Singh’s evocative rendition in Sanam Teri Kasam (2016) or Adnan Sami’s iconic version from the 2002 album Tera Chehra, the song resonates with listeners through its poignant lyrics and soothing composition. The words, rich with imagery, describe how the beloved’s presence calms restlessness, illuminates loneliness, and gives purpose to every moment. This soul-stirring track, available on platforms like Spotify and JioSaavn, continues to captivate audiences with its timeless charm and emotional resonance.
Table of Contents
About Tera Chehra Lyrics
| Album/Movie | Sanam Teri Kasam (Original Motion Picture Soundtrack) | 
| Music Composer | Himesh Reshammiya | 
| Singer | Arijit Singh | 
| Lyricist | Shabbir Ahmed, Sameer Anjaan, Subrat Sinha | 
| Release Date | January 06, 2016 | 
| Duration | 4:34 | 
| Language | Hindi | 
| Label | © Eros Now | 
Tera Chehra Lyrics
Meri bechainiyo ko chain mill jaye
Tera chehra jab nazar aaye
Tera chehra jab nazar aaye
Mere diwanepan ko sabra mill jaaye
Tera chehra jab nazar aaye
Zikra tumhara jab-jab hota hai
Dekho na aakhon se
Bhiga bhiga pyar beh jata hai
Meri tanhaiyo ko noor mil jaye
Tera chehra jab nazar aaye
Tera chehra jab nazar aaye
Main raat din yeh dua karoon
Tere liye main jiyoon maroon
Chaaro pehar tujhe dekha karoon
Mera jahan yeh tujhpe fana karoon
Zikra tumhara jab-jab hota hai
Dekho na hotho pe tera ehsas reh jata hai
Mere har raste ko manzil mill jaye
Tera chehra jab nazar aaye
Tera chehra jab nazar aaye
Berang hawayein mujhe na jane
De gayi sada kyun abhi abhi
Hai sarfaroshi yeh ashiqui bhi
Jayegi jaan meri ismein kabhi
Zikra tumhara jab-jab hota hai
Dekho na har lamha teri dastan
Keh jata hai
Meri har ik tadap ko sukun mil jaye
Tera chehra jab nazar aaye
Tera chehra jab nazar aaye

 
        

