Aankh Uthi Lyrics
Tum The Jahan Main Tere Paas Vahin
Dard Mere Me Tera Sath Nahin
Beeghe Wo Sapne Hi Aaye Nazar
Hai Yeh Tera Nasha Aafreen Aafreen
Aankh Uthi Mohabat Ne Angdayi Li
Dil Ka Sauda Hua Chandni Raat Mein
Unki Nazaron Ne Kuch Aisa Jadoo Kiya
Loot Gaye Hum Toh Pehli Mulakaat Mein
Aankh Uthi Mohabat Ne Angdayi Li
Dil Ka Sauda Hua Chandni Raat Mein
Unki Nazaron Ne Kuch Aisa Jadoo Kiya
Loot Gaye Hum Toh Pehli Mulakaat Mein
Pal Bhar Me Teri Ibadat Hui
Jeene Ki Mujhko Dat Hui
Ishq Mera Hona Chaey Rihaa
Tu Bhi Kar Yeh Khata Kabhi Na Kabhi
Aankh Uthi Mohabat Ne Angdayi Li
Dil Ka Sauda Hua Chandni Raat Mein
Unki Nazaron Ne Kuch Aisa Jadoo Kiya
Loot Gaye Hum Toh Pehli Mulakaat Mein
Aayi Nazar Teri Awaargi
Hai Beasar Meri Deewaangi
Chain Mera Dhundein Tera Pata
Tujhse Ye Kahun Ya Kahun Main Nahi
Aankh Uthi Mohabat Ne Angdayi Li
Dil Ka Sauda Hua Chandni Raat Mein
Unki Nazaron Ne Kuch Aisa Jadoo Kiya
Loot Gaye Hum Toh Pehli Mulakaat Mein
Aankh Uthi Mohabat Ne Angdayi Li
Dil Ka Sauda Hua Chandni Raat Mein
Unki Nazaron Ne Kuch Aisa Jadoo Kiya
Loot Gaye Hum Toh Pehli Mulakaat Mein