Aasan Tha – Shubham Sarkar
Saanjh Ke Jahrokho Mein
Kyun Tera Hua Na
Raat Ke Khalishon Mein
Kyun Gum Ho Jaana
Karvate Ab Badal Gayi
Dar Badar Si Kar Gayi
Nindon Ka Meri
Kyun Gum Ho Jaana
Aasan Tha Tera Mujhe Bhulana
Ehsaan Tha Tera Muskurana
Yaad Kar Woh Beete Pal Jo
Sath Humne Guzare
Wo Akadna Wo Jhagadna
Khoobsurat Nazarae
Kuch Dino Ka Tha Tera Mera Afsana
Aasan Tha Tera Mujhe Bhulana
Yaadein Teri Mujhse Judi
Kyun Tu Na Samjhe Aye Ajnabi
Kya Main Kahun Kaise Kahun
Tham Si Gayi Hai Tujh Bin Duniya Meri
Yaad Kar Wo Beetein Kal Jo
Sath Humne Guzare
Wo Akadna Vo Jhagadna
Khoobsurat Nazaare
Tere Saanso Mein Bass Mera Haq Hai
Iss Baat Pe Kyun Tujhko Shaq Hai
Ek Pal Bhi Main Ab Jee Nahi Sakta
Tujhe Paane Ka Sirf Mera Haq Hai
Jaan Kar Bhi Kyun Na Jaane
Tu Baatein Meri Naa Maane
Jeena Mera Marna Mera
Bas Tere Hi Hawale
Aasan Tha
Ehsaan Tha Tera Muskurana