
Meri Aashiqui – Jubin Nautiyal
Umra bhar aashiq dua karta raha
Sir jhuka ke sazde mein jhukta raha
Kaash aisa ho ki sunn le woh meri
Raat din bas khwab ik bunta raha
Kismaton ko kuch aur manzur tha
Ho gya woh sab jo socha tak na tha
Ayega ek din kabhi woh laut ke
Ungaliyo pe dil hi woh ginta raha
Umra bhar aashiq dua karta raha
Meri aashiqui pasand aye
Meri aashiqui pasand aye…
Full Song Coming On 3rd june 2020