Aaye na, aaye na
Tum bin in saanson ko saans
Aaye na rehna yahin, rehna yunhi paas
Sochoon, sochoon tujhe pehnun teri yaad
Haan tu hi, tu hi tere pehle tere baad
Zyada mangoon kya zindagi se
Mil jaaye mujhe tu khushi se
Jab sajda karoon naam pehle tera loon
Zarurat hai tu dil ki
Tere ishq-e-dariya beh jaoon
Tu jahan rahe wahin reh jaoon
Yeh Khuda kare tujhe jee paaun
Tera ishq jee paaun
Tere ishq-e-dariya beh jaoon
Tu jahan rahe wahin reh jaoon
Yeh Khuda kare tujhe jee paaun
Tera ishq jee paaun
Tu hi tu, tu hi tu
Tu hi meri aadat ki zuban
Haan re haan
Tum bin na to manzil, na hi raah
Chhupa loon, paa loon tujhe poori ho talash
Guzaarun, mujhko main guzaarun tere sath
Rahoon uljha rahoon main tujhi se
Aur suljhoon bhi main bas tujhi se
Baat dil ki karoon naam pehle tera loon
Zarurat hai tu dil ki
Tere ishq-e-dariya beh jaoon
Tu jahan rahe wahin reh jaoon
Yeh Khuda kare tujhe jee paaun
Tera ishq jee paaun
Duniya hamari had se pare hai
Kaise bayaan ho yeh ishqpan
Hum donon yunhi ishq banayein
Gumm ashiqui mein ho donon ka man
Yeh palkein bhigaoon tujhi se
Yaad kar muskuraaun tujhi se
Naam jab bhi main loo
Naam pehle main tera loon
Zarurat hai tu dil ki
Tere ishq-e-dariya beh jaoon
Tu jahan rahe wahin reh jaoon
Yeh Khuda kare tujhe jee paaun
Tera ishq jee paaun
Tere ishq-e-dariya beh jaoon
Tu jahan rahe wahin reh jaoon
Yeh Khuda kare tujhe jee paaun
Tera ishq jee paaun