Tarse Ye Naina Lyrics by Anand Bajpai feat Avneet Kaur & Rohan Mehra is a Hindi sad song. Its music is given by Ramji Gulati and lyrics are written by Kumaar.
Tarse Ye Naina – Anand Bajpai
Oh jaaniyan tu jaan ke bhi
Mujhe jaan nahi paya
Dil mein rehke dil ko tu
Pehchan nahi paya x (2)
Ab tere bin inn dooriyon ko
Mushkil hai sehna
Jo dard hai usse lafzon mein
Ab mushkil hai kehna
Tarse ye naina
Tarse ye naina
Pyar ki pehli baarish mein
Kyun barse ye naina
Tarse ye naina
Tarse ye naina
Tujhse bichhad ke lamha lamha
Barse ye naina
Jabse tu rootha
Main khud se kafaa hoon
Saans hi na loon
Ye sochta hoon x (2)
Namumkin hai iss dhadkan ka
Ab seene mein rehna
Aankhon ka bhi kaam hai
Ab aashkon mein behna
Tarse ye naina
Tarse ye naina
Pyaar ki pehli baarish mai
Kyu barse ye naina
Tarse ye naina
Tarse ye naina
Pyar ki pehli baarish mein
Kyun barse ye naina
Tarse ye naina
Tarse ye naina
Tujhse bichhad ke lamha lamha
Barse ye naina