Safar Lyrics from Notebook feat Zaheer Iqbal & Pranutan Bahl is sung by Mohit Chauhan. Its music is composed by Vishal Mishra and lyrics are written by Kaushal Kishore.
Safar – Mohit Chauhan
Ho bandeya dhoonde hai kya
Rahein teri hain ghar tera
Chalna wahaan, jana wahaan
Khud tak kahi pahunche jahaan
Kadam utha aur saath mein ho le
Shehar shehar ye tujhse dekho bole
Tukir tukir yoon apne naina khole
Zindagi pee le zara
Behti hawaoan ke jaise hain irade
Udte parindon se sikhi hain jo batein
Anjaani raahon pe koi main chala
Main safar mein hoon
Khoya nahi x (4)
Thoda aage bhadhe maine jana
Ye sach hai toh kya hai
Uljhe uljhe sab sawal
Zindagi hai kya, main kaun hoon
Maine yeh jaana
Mujhe mil hi gaye sab jawaab
Dekho na hawa kaano mein mere kehti kya
Boli vekh Fareeda mitti khulli
Mitti utte Fareeda mitti dulli
Chaar dinan da jee le mela duniya
Phir jane hona kya
Behti hawaoan ke jaise hain irade
Udte parindon se sikhi hain jo batein
Anjaani raahon pe koi main chala
Main safar mein hoon
Khoya nahi x (2)
Ye kaisa safar hai jo yoon duba raha
Jaa paun kahin main ya laut ke aa raha
Wo chehre, wo aakhein, wo yaadein
Purani mujhe puchhti
Ye nadiya ka paani bhi behta hai kehta yahi
Main safar mein hoon
Khoya nahi x (3)