O Meri Laila Lyrics from Laila Majnu, which is an coming movie Avinash Tiwary & Tripti Dimri. It is sung by Atif Aslam & Jyotica Tangri, composed by Joi Barua while its lyrics are written by Irshad Kamil.
O Meri Laila – Atif Aslam
Patta anaron ka
Patta chanaron ka
Jaise hawaon mein
Aise bhatakta hoon
Din raat dikhta hoon
Main teri raahon mein
Mere gunahon mein
Mere sawabon mein shamil tu
Bhooli atthanni si
Bachpan ke kurte mein se mil tu
Rakhun chhupa ke main sab se woh laila
Mangun zamane se rab se woh laila
Kab se main tera hoon
Kab se tu meri laila
Teri talab thi, haan teri talab hai
Tu hi to sab thi, haan tu hi toh sab hai
Kab se main tera hoon
Kab se tu meri laila
O meri laila laila
Khwaab tu hai pehla
Kab se main tera hoon
Kab se tu meri laila x (2)
Maangi thi duayein jo
Unka hi asar hai hum sath hain
Yahaan dikhawa hai
Na yahan dunyavi jazbaat hain
Yahan pe bhi tu hooron se zyada haseen
Yaani dono jahanon mein tumsa nahi
Jeet li hai aakhir mein
Hum dono ne yeh baaziyan
Rakhun chhupa ke main sab se woh laila
Mangun zamane se rab se woh laila
Kab se main tera hoon
Kab se tu meri laila
Teri talab thi, haan teri talab hai
Tu hi to sab thi, haan tu hi toh sab hai
Kab se main tera hoon
Kab se tu meri laila
O meri laila laila
Khwaab tu hai pehla
Kab se main tera hoon
Kab se tu meri laila x (2)
Zaika jawani mein
Khwaabon mein yaar ki mehmaani mein
Marziyan tumhari hon
Khush rahun main teri manmaani mein
Band aakhein karun
Din ko raatein karun
Teri zulfon ko sehla ke baatein karun
Ishq mein unn baaton se
Ho meethi si naraziyan
Rakhun chhupa ke main sab se woh laila
Mangun zamane se rab se woh laila
Kab se main tera hoon
Kab se tu meri laila
Teri talab thi, haan teri talab hai
Tu hi to sab thi, haan tu hi toh sab hai
Kab se main tera hoon
Kab se tu meri laila
O meri laila laila
Khwaab tu hai pehla
Kab se main tera hoon
Kab se tu meri laila x (2)