MEHRAMA LYRICS – Love Aaj Kal

Mehrama Lyrics from Love Aaj Kal is latest song sung by Darshan Raval and Antara Mitra. Mehrama song lyrics are written by Irshad Kamil and music is given by Pritam.

Mehrama lyrics from Love Aaj Kal

Mehrama – Darshan Raval

Chahiye kisi saaye mein jagah
Chaaha bohat baar hai
Na kahin kabhi mera dil laga
Kaisa samajhdar hai

Main na pahuchun kyun wahaan pe
Jaana chaahun main jahaan
Main kahan kho gaya
Aisa kya ho gaya

Oh mehrama kya mila
Yoon judaa hoke bata
Oh mehrama kya mila
Yoon judaa hoke bata

Na khabar apni rahi
Na khabar apni rahi
Na raha tera pata
Oh mehrama kya mila
Yoon judaa hoke bata

Jo shor ka hissa huyi
Woh awaaz hoon
Logon mein hoon
Par tanha hoon main
Haan tanha hoon main

Duniya mujhe mujhse judaa hi karti rahe
Bolun magar na baatein karun
Yeh kya hoon main

Sab hai lekin main nahi hoon
Woh jo thoda tha kami
Woh hawa ho gaya
Kyun khafa ho gaya

Oh mehrama kya mila
Yoon judaa hoke bata
Oh mehrama kya mila
Yoon judaa hoke bata

Na khabar apni rahi
Na khabar apni rahi
Na raha tera pata
Oh mehrama kya mila
Yoon judaa hoke bata

See also  SAFAR LYRICS – Notebook | Mohit Chauhan