MASAKALI 2.0 LYRICS – Tulsi Kumar

Masakali 2.0 Lyrics by Tulsi Kumar and Sachet Tandon is Hindi song ft Sidharth Malhotra. Masakali 2.0 song lyrics are written by Prasoon Joshi and music is given by Tanishk Bagchi.

Masakali 2.0 Lyrics by Tulsi Kumar

Masakali 2.0 – Tulsi Kumar

Aise wing jhatak na kamar matak
Tu lachak lachak ke yun na bhatak
Har nazar nazar hai tujhpe
Tu zara sambhal sambhal ke rehna re

Hai is kadar kiya hashar
Ke neendein saari udd gayin re
Humein to bas teri fikar
Tere chakkar mein bhoola sara jahan re

Masakali masakali
Tu kahaan chali, kahaan chali
Ho masakali masakali
Kahaan teri gali, teri gali

Main masakali masakali
Main chali chali chali chali
Main masakali masakali
Main chali chali chali chali

Hawa mein udti rehti hai
Dilon se judti rehti hai
Tu lagdi hai koyi thunder
Jo mujhpe girti rehti hai

Zara bata de tu
Kahaan pe rehti hai
Dhoondhata rehta hoon main
Gali gali gali

Masakali masakali
Tu kahaan chali, kahaan chali
Ho masakali masakali
Kahaan teri gali, teri gali

Jo innocent si adaa
Hai galti ismein kya bata
Hoon mein ik simple si lakdi
Kyun follow karta bewajah

Kyun uspe pagal tu
Bhatakta baadal tu
Na pinjre mein aaungi
Chali main to chali

Main masakali masakali
Main chali chali chali chali
Ho masakali masakali
Kahaan teri gali, teri gali

See also  GOA BEACH LYRICS – TONY KAKKAR

Leave a Reply