Ilzaam Lyrics – Badshah

“Ilzaam” is the latest song by Badshah. The lyrics of this song are writtten by Badshah and the music is alos given by Badshah. Mix and mastered by Aditya Dev. Edited by Ravi Chellaramani (One Digital Entertainment).

Song Credits:
Song: Ilzaam
Singer: Badshah
Music: Badshah
Label: Badshah

Ilzaam Lyrics

Kal Tak Sabka Tha Main Pyaara
Aaj Chaur Ban Gaya
Shor Ban Gaya
Gande Rap Karne Wala Sellout Whore Ban Gaya
Sahi Banda Hota Tha
Par Ab Kuch Aur Ban Gaya

Bhai Paise Wala Hain
Saare Paid Views Hain
Badshah Ne Di Donation
Hatt Fake News Hain
24 Ghante Reheta High
Ek Number Ka Nashedi
Stage Pe Chadhne Se Pehle Peeta
Grey Goose Hain

Saare Culture Ki Maa Behen Ek Kar Daali
Folk Gaana Sample Karke Mistake Kardali
Isse Acha To Vo Doosra Singer Hota Tha
Isne To Bhai Saari Haddhe Break Kar Daali

Inki Nazaro Mein Mera Har Ek Gaana Pit Ta Hain
L*De Jesi Shakal Gainde Jaise Dikhta Hain
Music Copy Karta Hain Fuddu Rap Likhta Hain
10 Saal Industry Mein Aise Koyi Kese Tikta Hain

Mujhe Samjhao
Karta Ja Raha Hun Jo Mera Kaam Hain
Badnaam Hun Kyunki Mera Naam Hain
Ye Jaal Bichhaya Sare Aam Hain
Aaj Mujhpar Lage Ilzaam Hain

Karta Ja Raha Hun Jo Mera Kaam Hain
Badnaam Hun Kyunki Mera Naam Hain
Ye Jaal Bichhaya Sareaam Hain
Aaj Mujhpar Lage Ilzaam Hain

Yea Yea!!
Ab Baat Kuch Aisi Youtube Channelo Ki
Jinko Mujhse Kuch Jyada Hi Dikkat Ho Rakhi Hain
Inke Munh Lagne Ka Koyi Faida Na Laga Mujhe
Isliye Inki Itni Himmat Ho Rakhi Hain

See also  Jatt War Lyrics – Jai Bhullar | Gur Sidhu

Facts Jaane Bina Gaali Pe Gaali Waah
Badshah To Ek Dam Jaali Hain Jaali Waah
Gaane Flop Hain Phir Bhi Saari Jagah Number One
Is Baat Pe To Banti Hain Taali Waah

Upar Khali Kya Ya Phir Goo Hain
Yaa Bas Paiso Ke Liye Hi Khulta Munh Hain
Chor Main Nahi Hu Chor Tu Hain
Tere Munh Aur Kaam Dono Pe Hi Thu Hain

Naam Kamaya Kyunki Kari Maine Mehnat
Aaj Jo Bhi Hu Main Upar Waale Ki Hain Rehmat
Chehre Pe Hain Dil Mein Dard Hain Hazaar
Marke Bhi Maza Degi Tumhe Meri Mazaar

Karta Ja Raha Hun Jo Mera Kaam Hain
Badnaam Hun Kyunki Mera Naam Hain
Ye Jaal Bichhaya Sareaam Hain
Aaj Mujhpar Lage Ilzaam Hain

Karta Ja Raha Hun Jo Mera Kaam Hain
Badnaam Hun Kyunki Mera Naam Hain
Ye Jaal Bichhaya Sareaam Hain
Aaj Mujhpar Lage Ilzaam Hain