Barf Si Lyrics from Nirdosh is romantic song sung by Armaan Malik. Its music is composed by Harry Anand and lyrics are written by Amit Khan.
Barf Si – Armaan Malik
Barf si tu pighal jaa
Sardi ki sard raaton mein
Barf si tu pighal ja
Sardi ki sard raaton mein
Main tujhme jee raha hoon
Bas tu hai mere iraadon mein
Haan kar rahi hai teri mohabbat
Zindagi mein meri shirkat
Ishq mein apne bhiga de
Khwaahishon ki karde barkat x (2)
Bepanah tere ishq mein
Gaya hoon main jaan se
Riwazon se door ho ke
Ho gaya tera main imaan se
Tu gunguni raat hai
Tu gunguni hai subah
Bandishon se meri mujhe
Aa kar de riha
Tu mujhe de bhi de
Jeene ki wajah
Barf si tu pighal ja
Sardi ki sard raaton mein
Main tujhme jee raha hoon
Bas tu hai mere iraadon mein
Tu jo aayi itra hawaon mein bikhar gaya
Zarra zarra rooh ki meri nikhar gaya
Tu lazmi har pal mein hai
Sunle meri ilteja
Har bharam ab ho gaya
Tera mera falsafa
Tu mujhe de bhi de
Jeene ki wajah
Barf si tu pighal ja
Sardi ki sard raaton mein
Main tujhme jee raha hoon
Bas tu hai mere iraadon mein